Introduction
Aaj ke Digital Duniya me sab kuch Online ho gaya hai. Chahe Padhai ho Shopping ya Online Job Apply ho. Sub jagah pe Important Documents ki jarurat hota hai. Digilocker Aapka Important Documents ko Safe tarike se Store karta hai. Jo Youth keliye Bahut upyogi hai. To Aaiye Jaante hai Digilocker Youth keliye kyon Jaruri hai.
01. Digilocker Kya Hai,ki avashyakta kyun hai !
डिजिलॉकर क्या है, इसकी आवश्यकता क्यों है?
Digilocker App Bharat Sarkar ne Banai hai.
Digilocker Aapka Original Paper Documents ko verify Karke Safe tarike se Store karta hai.
Aapko idhar udhar Paper Document ko sath me leke Jana Nahi padega. Digilocker ke jariye Verify ki gayi Documents Original ke Jaise Digital Format me aapko sab jagah pe Kam aayega. Aapka Original Documents Kho Jane ka dar Nahi Rahega.
02.Digilocker App Safe Ya Nahi? डिजिलॉकर ऐप सेफ है या नहीं?
Digilocker Youth keliye Digital Document ko Store Karne or Access Karne ka ek Safe Platform Hai. Govt of India ke jariye Develop ki gayi Digilocker App User Data ko Safe tarike Store Karne ka ensure karta hai.
03.Digilocker Sign up ke liye Kya Avashyak Hai?
Digilocker Sign up के लिए क्या आवश्यक है?
DigiLocker ek digital document wallet hai jo Government of India dwara launch kiya gaya hai. Sign up karne ke liye www.digilocker.gov.in ya https://www.digilocker.gov.in par jayen ya app download karein. “Sign Up” par click kare, mobile number daalein aur OTP se verify karein. Phir username aur password set karein. Aadhaar link karke aur bhi features ka use kar sakte ho.
Digilocker me Sign up Process YouTube video link
04.Digilocker ke kya Phayde hai?
डिजिलॉकर के क्या फायदे हैं?
DigiLocker mein aap apne important documents jaise Aadhaar, PAN, marksheet, driving license digital format mein safe rakh sakte ho. Ye documents har jagah valid hain – job, travel, admission ya verification ke time instantly use ho jaate hain.
Jankari keise laga Comment me Bataye.
0 Comments